Sunday 11 June 2017

WhatsApp chat Kaise Lock kare? | how to Secure WhatsApp Chat

Aap Agar WhatsApp use karte hai to aap ke liye privacy bahut Jada important Hoti Hai Kyon Ki kai bar Hamare WhatsApp account Mein Kuch Aise cheeze Hoti Hain Jo ki bahut jyada personal hote hai ya phir bahut Jyada important hote hain kuch documents hote hai toh aise me hame jarurat hoti hai ki Hamara chat hai woh private Rahe Koi aur us chat ko na padh paye, To uske liye aap ko me Batane jaa raha hoon ki aap apne Whatsapp ke chat ko kis tarike se Lock kar sakte hai Ta ki usse Koi Aur Na Padh paye.

Chat lock

Aap apne Whatsapp ke chat kar lo karna chahte hain toh aap aisa bhi kar sakte hain,

lekin aap ko uske liye third party application download karni padegi, WhatsApp mein chat Lock karne ke liye aap ko ek application download karni padegi "WhatsApp Chat Locker" app on Google Play Store free mein mil Jayegi.

Step 1: Sabse Pehle Aap Ka "WhatsApp chat Locker"Google Play Store se download karna padega
Lock WhatsApp chat

Step 2: Aap ko download karne ke baad se aapko open karna hoga open ho jane ke baad Yahan Par aap ko Apna password dalna hai

WhatsApp chat locker
Step 3: Password dalne ke baad aapko + (plus) wale button per click karna hai aur wahan se WhatsApp chat lock option per click karna hai

Chat locker








Aur wahan se Lock WhatsApp Chat option per click karna hai

how to lock chat

Step 4: Lock WhatsApp chat option per click karne ke baad aapko WhatsApp par bhej Dekha aur yahan se aap ko apne contacts chun na hai, jinhe aap lock karna chahte hain

how to secure WhatsApp chat

Download WhatsApp Chat Locker


WhatsApp Kaise Hack ho Sakta hai? Aur kaise bache?

Agar aap is post ko padh rahe hai to aap Jarur WhatsApp ka istemal Karte Honge agar aap karte hain, to ye baat aap ke liye Jan na zaroori hai ki aap ka WhatsApp kis tarike Se Hai Kiya Ja sakta hai aur is se bachane Ke Liye Hum Kya kar sakte hain, Janane ke liye Hamare post ko dhyan se read kijiye.

how to save WhatsApp from hacker

Dosto WhatsApp Duniya Mein sabse Jyada popular messaging app hai, WhatsApp se related bahut Sare Aise tricks aa rahi hai jinme ye Bataya jata hai ki aap ka WhatsApp kis tarike se hi kiya Ja sakta hai lekin Woh jyatar galat hoti hai

Lekin aap ko nahi pata ki aap angane mein hai aap apni privacy ko Khatre me daal rahe hai

WhatsApp Kaise Hack ho Sakta hai?

hack WhatsApp account using public wifi

Aap mein se bahut se WhatsApp user public Wifi ka use karte Honge Dosto public Wifi ka use karna Chod dijiye Kyunki aap ki privacy ke liye bahut Khatarnak Ravat ho sakta hai

Public WiFi use karne se aap ke phone ka IMEI number pata chal jaane se aap ke WhatsApp ko hack Kiya Ja sakta hai

WhatsApp hack hone se kaise bachaye


Agar aap apna WhatsApp account ko hack hone se bachana chahte hain toh ek simple Si tip hai ki aap ko sirf apna mobile ka data use Karke WhatsApp chalana hai aapko public Wifi ka use nahi karna hai Jaisa Ki Main Bataye ki agar aap public WiFi use karte hai toh aapke phone ka IMEI number ka pata Lagaya Ja sakta hai aur se aap ka WhatsApp hack Kiya Ja sakta hai

Saturday 10 June 2017

YouTube videos par Views Kaise Badhaye ?

Agar aap ka ek YouTube channel hai aur aapke videos for Jyada views nahi Milte Hai aur aap Chahte Hain ki aap ki videos par Jyada views lana chahte hai to aap post ko padte rahi hai taki aap apne YouTube ke videos par aur Jyada se Jyada views la sake, wo bhi bilkul naturally.

YouTube ke videos per views Kaise Badhaye?

1. Video title





Aap apne video ke liye acche se Acha title rakhne ki koshish Kare jis se ki logo ko pata chal sake ki aap ke video ke me hai kya achha title dhundane ke liye aap Google keyword research tool ka istemal bhi kar sakte hain.


  • Video ke title ko 50 characters se kam rakhne ki koshish kare
  • Title aisa banaye ki padhte hi video ko dekhne ka man kare
  • Google Adword ka use Kare Ki badhane ke liye
  • Video ke title me keyword hona chahiye


2. Video Discription







Aap ka video kis baare mein hai uski Jankari app description ke andar de sakte hain Yaha par aap kuch social links bhi likh sakte hai.

  • Video ke title ko description ke andar dale
  • Video ki puri Jankari De
  • Social links add kare
3. Share Kare


Agar aap apne YouTube videos killing ko social media share Karte Hai To usse aapke videos for views on a shuru ho Jate Hain aur se aapke subscriber bhi Baithe Hain

  • Share on Facebook
  • Share on Instagram
  • Share on Google+
  • Share on Twitter
  • And more
4. Upload upto 10 videos






Agar aap soch rahe hai ki aap ko YouTube par 1 se 2 video upload Karke jyada views mil sakte hain toh Dosto aap bilkul galat Soch soch rahe hain, jyada views lene ke liye Yeh zaroori hai ki aap apne YouTube channel Mein kam se kam 10 videos upload Kare aur Rozana Ek video zaroor upload kare.

5. Playlist Banaye



Aap Agar YouTube par alag alag topics for videos banate hain to Anup playlist Banakar categorise kar sakte hain aap ke worker Madan Milegi.



Thursday 8 June 2017

YouTube se Paise Kaise kamaye ?

YouTube Ek Aisi website hai jaha log video daalte hain aur video dekhte bhi hai aur bahut sare log YouTube ki madad se bahut paisa bhi kama late hai agar aap bhi YouTube ki madat se paise kamane chahte hain toh hamare post ko pura padiye.

How to earn money on youtube


YouTube par Paise kamane Ke liye kya karna hai ?

Sabse Pehle Aap Ko youtube.com site par jana hai wahan par aap ko Apne google accounts sign in karna hai sign in karne ke baad aapko Apne Channel ka naam Rakhna hai aap apna naam bhi Rakh sakte hai ya phir aap dusra Naam Se Bhi Apna channel bana sakte hain

Channel banane ke baad aapko Apne creator Studio Mein Jaana Hai wahan par aapko kuch videos ko upload karna hai Dhyan Rahe, Woh videos aapke hi ho aap ne kahi aur Se download karke YouTube par na Dala Ho

YouTube pe paise video upload karne par nahi Milte hai, aap ki video Pe Jitne jyada view ayenge utni hi jyadaaap ki income increase hoti jayegi

Aap apne video ko acche se accha banane ki koshish kijiye

YouTube par Paise kamane Ke liye kya karna hai ?

YouTube aapko IQ option deta hai ki aap apne videos for ads dalkar income kar sakte hain uske liye aap ko Apne channel ke settings for jaana hai wahan par aapko Monetize option ko enable kar dena hai

YouTube se kamai Kaise Hogi ?

YouTube par Jab Koi viewer aapke video Ko Dekha hai to us par Google AdSense Apne ads show Karega Agar aapka viewer us ad ko Open Karta Hai To Uske aap ko paise Milenge

Dhyan Rahe aap apne video ke ads par Kabhi click Na Kare, iss se aapka AdSense account suspended sakta hai