Sunday, 11 June 2017

WhatsApp chat Kaise Lock kare? | how to Secure WhatsApp Chat

Aap Agar WhatsApp use karte hai to aap ke liye privacy bahut Jada important Hoti Hai Kyon Ki kai bar Hamare WhatsApp account Mein Kuch Aise cheeze Hoti Hain Jo ki bahut jyada personal hote hai ya phir bahut Jyada important hote hain kuch documents hote hai toh aise me hame jarurat hoti hai ki Hamara chat hai woh private Rahe Koi aur us chat ko na padh paye, To uske liye aap ko me Batane jaa raha hoon ki aap apne Whatsapp ke chat ko kis tarike se Lock kar sakte hai Ta ki usse Koi Aur Na Padh paye.

Chat lock

Aap apne Whatsapp ke chat kar lo karna chahte hain toh aap aisa bhi kar sakte hain,

lekin aap ko uske liye third party application download karni padegi, WhatsApp mein chat Lock karne ke liye aap ko ek application download karni padegi "WhatsApp Chat Locker" app on Google Play Store free mein mil Jayegi.

Step 1: Sabse Pehle Aap Ka "WhatsApp chat Locker"Google Play Store se download karna padega
Lock WhatsApp chat

Step 2: Aap ko download karne ke baad se aapko open karna hoga open ho jane ke baad Yahan Par aap ko Apna password dalna hai

WhatsApp chat locker
Step 3: Password dalne ke baad aapko + (plus) wale button per click karna hai aur wahan se WhatsApp chat lock option per click karna hai

Chat locker








Aur wahan se Lock WhatsApp Chat option per click karna hai

how to lock chat

Step 4: Lock WhatsApp chat option per click karne ke baad aapko WhatsApp par bhej Dekha aur yahan se aap ko apne contacts chun na hai, jinhe aap lock karna chahte hain

how to secure WhatsApp chat

Download WhatsApp Chat Locker


Previous Post
Next Post

0 comment: