How To Get Approved AdSense in Hindi |
Need Approved AdSense Account? Be Ready! In Hindi
Hello Dosto aaj ke saath kal Mein Hum baat karne wale ki hum Apne blog ke liye AdSense account approved kaise kar sakte hain Tu jaane ke liye is post ko pura zaroor PadiyeDosto hum jante hain kisi bhi Blogger ka sabse bada Earning Source Google AdSense hi hota hai aise mein hame bhi apne Blog ke liye ek APPROVED AdSense Account ki zaroorat hoti hai
Sabhi bloggers Ka Sapna hota hai Approved AdSense account ka! :)
Lekin Google Adsense Policy is a Itna Aasan Nahi banati Google AdSense approval ke liye Hame bahut mehnat Karna padta hai Google AdSense policies ko sahi se Nibhaana padta hai
Kya Google AdSense approval bahut Mushkil Hai?
Nhi! Google AdSense approval bilkul mushkil nahi hai, Aisa me isliye Likh Raha Hoon Kyunki Mera Google AdSense Kafi aasani se approve ho gaya ThaWoh bhi bilkul legal tarike se!
Kya Google AdSense approval Milna Aasan hai?
Iska Jawan bhi "Nhi" hai, ab aap soch rahe Honge Ki Maine Upar bhi nahi kaha tha aur Yahan Par bhi nahi keh raha hoon Aisa Kyun? Aisa isliye Kyunki mujhe bahut Baar Google AdSense dwara reject Bhi Kiya Hai.
Apko Approved AdSense Account Kaise Milega?
Dosto Google AdSense ka approval na to jyada aasan Hai aur na hi jyada Mushkil Hai! यह सब आपकी मेहनत पर निर्भर करता है :)
Hum Kya Galti Karte Hain
Ji Ha! Dosto Ham me se bahut se blogger Bahut Si Galtiya karte hain, Yahi Galti Hai jo unke Google AdSense ke rejection ka karan hoti Hai.
Chaliye Dekh Lete Hain Ki Aap Kya Galti Hai Karte Hain.
SEO Friendly Blogger Theme use Na Karna
Kahte hai na 'First Impression Is The Last Impression' Kehne ka matlab yeh hai ki aap ke blog kar look achha hona chahiye jis se ki aap ke visitors Ko apka blog achha Lage aur wo aapke par baar baar baar visit kare Yeh aapke Blog ke Ranking ka bahut important factor Hota Hai
Must Read:
BlogSpot Blog का Sitemap Google Search Console में कैसे Add करें?
Blogger Blog Me Custom Template Kaise Upload Karte Hai Jane Hindi Me
Top 10 SEO Optimized Responsive Mobile Friendly Blogger Theme Free
Aap apne blogger blog ko ek accha look dene ke liye SEO friendly Blogger Theme ka use kar sakte Hai.
Share nahi karna
Dosto Mai post likhkar Aaram karne Lagta, mujhe lagta tha ki log Mere post ko apne aap padne aayenge Jo sirf ek bhram hai
Log kisi bhi blog par sirf aur sirf Search Engine jese (Google, Yahoo, Bing) ityadi ke dwara aate Hai.
Lekin ek new blog ka Search Engine Mein Aana thoda Mushkil Hota Hai Kyunki iske liye SEO Techniques ki jaroorat hoti Hai, Jo Mujhe nhi aata tha.
Content Copy Karna
Jab Main blogging start ki to mujhe laga ki Yahan Par log sirf bahot se post publish karke bahut paise kha Lete Hain.
To main bhi ek Blog Banaya aur dusro ki blog se content copy Karke Apne blog par publish Kar Diya.
Iska matlab ye nahi hai ki main post nahi likhta tha kuch content copy Karta Tha aur kuch mein Khud Hi likhta tha
Lekin waqt bit ta Gaya aur Se Mujhe koi fayda nahi hua Kyunki ye content copied tha isliye Mere blog par Jyada traffic nahi aaya aur Mujhe se koi fayda nahi hua
SEO friendly post na likhna Likhna
Dosto Jab aapka post SEO friendly nahi hoga toh aapka blog search engine mein Mushkil se aa payega.
Matlab ek post ko likhte samay Keywords, Heading, Meta Tags jese cheezo ka khas khyal rakhna padta hai, iske sath hi post ke Permalink ko bhi SEO Friendly likhna jaruri hai.
Aur aap apne post ko jeetna unique likh sakte hai uthna unique likhe iss se aapke blog ko hi fayda hoga.
Sahi Niche (Topic) Na Chun na
Dost Apne blog ke liye Sahi Neeche a topic choose karna bahut zaroori hota Hai.
Iska matlab ye hota hai ki aap ke blog ka topic kya hai iska Ek example hai www.thetechyguruji.com Dosto Mera blog ka Niche hai 'Technology' aapka blog ka niche Technology, Entertainment, Beauty Jaise topics par ho sakta hai
Important Pages Ko Na Banana
Dosto Ham post likh late Hain Apne post ko share bhi kar dete hain lekin Google AdSense approval ke liye kuch pages Ki Zaroorat Hoti Hai jese ki About Us, Contact Us, Privacy Policy, Disclaimer jesi pages ka
hona Google AdSense ke Approval ko aasan banata Hai.
Ab Kya Karna Hai?
Do Dosto Amit karte ho aap in galtiyo ko Sudhar Lenge aur Google AdSense approval ke liye eligible ho jayenge toh jaldi se sudhar Lijiye in Galtiyo Google AdSense approval aapka Intezaar kar raha hai :)
Dosto agar aap ka koi bhi Google AdSense se sambandhit your blogger se sambandhit Sawal ho toh aap comment kar ke pooch sakte hain me aap ki help zaroor Karenge Google AdSense approval ke liye
Agar Yeh post useful lagi ho toh Apne dosto ko k sath share kare.