Delete Empty Folder In Android - Android Me Khali Folder Kaise Delete Kare ?
Namaskar Dosto mera naam Rajat Das hai aur aap ka Hamare is blog me Swagat Hai, Dosto aaj ke article me mai aap ko Bataunga ki aap apne Android phone ke Empty Folders ko kis tarike se aasani se delete kar sakte hain
Dosto empty folders banne Ka kaaran Yeh hai ki Aap Jo apps install karte hain toh Woh aap apna Ek folder banati hai jo ki uninstall karne ke baad koi kaam ka nahi rehta hai
Lekin Woh aapka space use karta hai space ko Kala karne ke liye a trick mai aap ko pata nahi ja raha hoon jane ke liye Hamare article poora padhiye
Delete Empty Folder In Android - Android Me Khali Folder Kaise Delete Kare?
Step By Step Follow Kijiye
Step 1: Sabse pahle aap ko Apne Android device me Google Play Store open karna hai, Aur are Empty Folder Cleaner naam ka ek App download karna hai
Step 2: Empty Folder Cleaner app for download karne ke baad usse open karna hai
Step 3: App open hone ke baad aapko clean wale button par click karna hai
Clean per click karne ke baad automatic saare empty folders ko dhund kar usse delete kar dega
0 comment: