Thursday 8 June 2017

YouTube se Paise Kaise kamaye ?

YouTube Ek Aisi website hai jaha log video daalte hain aur video dekhte bhi hai aur bahut sare log YouTube ki madad se bahut paisa bhi kama late hai agar aap bhi YouTube ki madat se paise kamane chahte hain toh hamare post ko pura padiye.

How to earn money on youtube


YouTube par Paise kamane Ke liye kya karna hai ?

Sabse Pehle Aap Ko youtube.com site par jana hai wahan par aap ko Apne google accounts sign in karna hai sign in karne ke baad aapko Apne Channel ka naam Rakhna hai aap apna naam bhi Rakh sakte hai ya phir aap dusra Naam Se Bhi Apna channel bana sakte hain

Channel banane ke baad aapko Apne creator Studio Mein Jaana Hai wahan par aapko kuch videos ko upload karna hai Dhyan Rahe, Woh videos aapke hi ho aap ne kahi aur Se download karke YouTube par na Dala Ho

YouTube pe paise video upload karne par nahi Milte hai, aap ki video Pe Jitne jyada view ayenge utni hi jyadaaap ki income increase hoti jayegi

Aap apne video ko acche se accha banane ki koshish kijiye

YouTube par Paise kamane Ke liye kya karna hai ?

YouTube aapko IQ option deta hai ki aap apne videos for ads dalkar income kar sakte hain uske liye aap ko Apne channel ke settings for jaana hai wahan par aapko Monetize option ko enable kar dena hai

YouTube se kamai Kaise Hogi ?

YouTube par Jab Koi viewer aapke video Ko Dekha hai to us par Google AdSense Apne ads show Karega Agar aapka viewer us ad ko Open Karta Hai To Uske aap ko paise Milenge

Dhyan Rahe aap apne video ke ads par Kabhi click Na Kare, iss se aapka AdSense account suspended sakta hai



Previous Post
First

0 comment: