Friday, 6 July 2018

Blogger Blog Me Custom Template Kaise Upload Karte hai Jane Hindi Me

Hello Dosto, aap ne to Blogger par apna Blog bhut hi aasani se bana liya hai. aur kai sare post bhi kar liya hai. ab ye janna chahte hai ke blogger blog me Template kaise upload kare. to chaliye aaj is article ki Madad se mai aapko yahi batane ja raha hun ke Blogspost Blogger par theme yani Template ko Kaise Upload Karte hai.
upload Blogger custom theme
How To Upload Custom Theme Blogger

Internet Par Bahut Si Website Par Free Or Paid Dono Tarhe Ke Blogger Theme Available Hai Aap Chahe To Apni Manpasand Or Acchi Looking Theme Waha Se Download Kar Sakte Hai Or Use Design Bhi Kar Sakte Hai Apko Apni Theme Ko Design Karne Ke Liye Wedgets Bhi Google Par Search Karne Se Mil Jayenge.
Agar Apko Html Ke Thodi Bahut Jankari Hai To Ap Apni Theme Ke Coding Ko Bhi Edit Karke Theme Ko New Look De Sakte Hai.

Blogger Blog Me Template Kaise Upload Karte hai

Blogger ne aapko kuch Themes pahle se hi free me Diya hai but wo theme jyada acche nhi Hai, Aur jaisa ki aap Jante hi hai ki Search Engine Optimization ke tarike badalte rahte Hai. To hame jarurat Hai Ek SEO Friendly Theme Hamare blog ke liye

Step 1:
Custom Theme Ko Blogger Par Upload Karne Ke Liye Sabse Pehle Apko Apne Blogger Me Login Karna Hai Or Apne Blog Ke Dashboard Me Jana Hai.

Step 2:
Apne Blogger Dashboard Me Jakar Apko Left Side Dikh Rahe Theme Ke Option Par Click Karna Hai.
Free Custom Theme

Step 3:
Uske bad aap top bar me Backup/Restore ka option dekh sakte hai. Backup/Restore ki button par click kare.
Blogger Blog Me Template Kaise Upload Karte hai Jane Hindi Me

Step 4:
Backup/Restore par click karne ke bad Ab ek popup window open hoga yaha aapko choose file ki button par click karna hai.
Download Custom Theme
Download Custom Theme

Note: Agar aap apne blogger theme me pahle se kuch add kiya hua hai ya kuch changing kiya hua hai to aap iska Backup le sakte hai. Download Theme button par click karke apna current theme download kar sakte hai.
Step 5:
Theme Ko Download Karne Ke Baad Apko Choose File Par Click Karna Hai Or Apne New Custom Downloaded Theme ka file open karke use Fir Apko Use Select Karke Upload Par Click Karna Hai.
Note: Jab Ap Koi Bhi Custom Theme Download Karte Hai To Wo Zip Ya Rar File Format Me Hoti Hai Apko Us Theme Ko Pehle WinRar Ki Madad Se Extract Karna Hai Fir Apko Usme .xml Ki Jo File Milegi Use Apko Upload Karna Hai.
Step 6:
XML file ko select karne ke baad aapko Upload Button par click karna hai.
Ab Aap dekh sakenge ki aapke blog ka look successfully change ho Chuka Hai.

Friends agar aapko hamara ye post pasand aaya to please Share Kijiye. Aur koi Question Ya Suggestion Hai To comment Kijiye.

Tuesday, 17 April 2018

Apk Editor Pro Free Download | No Root Latest Version

Download APK editor pro - apk editor pro Android apps ko hack karne ke liye ek bahot achha aur powerful tool hai

Apk Editor Pro Free Download Latest Version 2018

download apk editor pro
Download Apk Editor Pro Free

Apk editor pro app ki help se aap bahot saare application ko apni pasand ke anusar edit kar sakte hai, lekin ab aap ye mat sochiye ki iski madad se jo feature app ke andar hai hi nhi use bhi use kar sakte hai, ye possible nhi hai.

To phir iss app se kya kya modification kiya ja sakta hai kisi app me chaliye me aapko kuch details bata deta hu jis se aapko apk Editor Pro app ko use karne me asani ho sake

Apk editor Pro ki madad se aap bhot si cheezo ko modify kar sakte hai jaise string localization, background image replacement, layout re-architecting, and even ad eliminating, permission removing etc ko edit kar sakte hai

Apk Editor Pro Premium Free Download


Apk editor pro ko Download karne ke liye aapko niche diye gaye Download button par Click karna hai
Agar aapko apk editor pro Download karne me ya install karne me koi problem ho to aap  niche diye gaye Comment section me apni problem bata sakte hai

Admob Account kaise banaye aur Paise kamaye [Full Guide]

Admob Account kaise banaye? Android ya IOS app ko free me Monetize karke paise kamana chahte hai to aaj ke iss post me mai aapko batane Wala Hoon ki admob account kaise banaye

How To Make AdMob Account AdMob Account Kaise Banaye Hindi Me

Admob Ek Aisa platform Hai jis ki madad se aap apne Android or iOS app ko Badi hi aasani se monetize kar sakte hai aur admob account banane ke liye aapko sirf ek Gmail address Ki Zaroorat hoti hai

Agar aap soch rahe hain ki admob Account banane ke liye Hame approval ki bhi jarurat Hogi toh me aapko ye bata du ki AdMob me Account banane ke liye kisi bhi approval process ki jarurat nhi hoti hai

Google admob account banane ke liye Aapko Kisi bhi threshold ya approval Ki Zaroorat Nahi Hoti Hai Toh isme aap sirf apni kuch details enter Karke Apna new admob account bana sakte hain

Wo bhi bina approval ke to main aapko Thoda Aur detail Mein Bata deta hoon Jis Se Aap Ko Koi pareshani Na Aaye!

AdMob Account Kaise Banate hai?


Admob Account banane ke liye aapko hamare iss post ko acche se padna hoga aur jo AdMob Account banane ke steps bataunga use follow karte rahna hai warna aapko AdMob Account banane me problem bhi aa sakti hai!

Admob Account Kaise banate hai?

Admob account banane ke liye Niche diye gaye AdMob banane ke steps ko follow karte rahe 😊


  • AdMob Account banane ke liye sabse pahle aapko AdMob ki official site ko open karna hai hai
AdMob Account Kaise Banaye



  • AdMob ki site open karne ke baad aapko apko top left corner se SignUp button par click karna hai

Apko yaha par apne Gmail account se signin karna hoga aur agar gmail nhi hai to aap gmail account create karke dobara signup par click karke apna Admob account bana sakte hai

Login to Admob

Note: Dhyan rahe AdMob Account banane ke liye aapko ek gmail address ki jarurat hogi, jisme aapki age 18 saal honi jaruri hai! Aur AdMob Privacy Policy me ye hi likha hai


  • Gmail Se Login karke ke baad aapko ek form fill karna padega jisme aapko apni details enter karna padega jaise ki
AdMob Account Kaise Banaye, signup for Google AdMob

  1. Country
  2. Time Zone
  3. Billing Currency

Ye detail enter karne ke baad aapko Google AdMob ke Privacy Policy Ko accept karna hai aur Uske baad "Create AdMob Account" par click kare!

Aap jaise hi create Admob Account par click karegege to aapka Account successfully Created ka message aapko apke screen par dikhega aur ab aapko ek AdMob Account successfully ban jaane ka mail bhi mil jayega!😊

Lekin abhi kaam poora nhi hua hai abhi aapke samne ek aur page open hoga kisme kuch cheezo ko aapko tick karna padega, wo aapki marzi hai aap yes bhi kar skate hai aur No par bhi tick kar skate hai

Tick karne ke baad apko Verify AdMob Account par click karna hai

Dosto ab ek aur page open hoga jisme Aapko apna ek Mobile Number Provide karna hai, mobile number enter karne ke baad aapko ek message milenge jisme " Six Digit AdMob Verification Code" hoga use enter karne ke baad aap Continue par click kare!
Dosto ummed karta hu ki aapne apna AdMob Account successfully bana liya hoga! Ab aapko pata chal gaya hoga ki AdMob Account Kaise Banate hai

Dosto agar aapko hamara ye post " AdMob Account Kaise Banaye " pasand aaya ho to aap please zarurat mando ke sath share kare!

Aur agar aap kisi problem face kar rahe hai to mujhe comment karke bataye, Thanks 😊

Wednesday, 1 November 2017

Approved AdSense चाहिए? तैयार हो जाइए! How To Get Approved AdSense in Hindi

Need-Approved-AdSense-Approval-Be-Ready-In-Hindi
How To Get Approved AdSense in Hindi

Need Approved AdSense Account? Be Ready! In Hindi

Hello Dosto aaj ke saath kal Mein Hum baat karne wale ki hum Apne blog ke liye AdSense account approved kaise kar sakte hain Tu jaane ke liye is post ko pura zaroor Padiye

Dosto hum jante hain kisi bhi Blogger ka sabse bada Earning Source Google AdSense hi hota hai aise mein hame bhi apne Blog ke liye ek APPROVED AdSense Account ki zaroorat hoti hai

Sabhi bloggers Ka Sapna hota hai Approved AdSense account ka! :)

Lekin Google Adsense Policy is a Itna Aasan Nahi banati Google AdSense approval ke liye Hame bahut mehnat Karna padta hai Google AdSense policies ko sahi se Nibhaana padta hai

Kya Google AdSense approval bahut Mushkil Hai?

Nhi! Google AdSense approval bilkul mushkil nahi hai, Aisa me isliye Likh Raha Hoon Kyunki Mera Google AdSense Kafi aasani se approve ho gaya Tha

Woh bhi bilkul legal tarike se!

Kya Google AdSense approval Milna Aasan hai?

Iska Jawan bhi "Nhi" hai, ab aap soch rahe Honge Ki Maine Upar bhi nahi kaha tha aur Yahan Par bhi nahi keh raha hoon Aisa Kyun? Aisa isliye Kyunki mujhe bahut Baar Google AdSense dwara reject Bhi Kiya Hai.

Apko Approved AdSense Account Kaise Milega?

Dosto Google AdSense ka approval na to jyada aasan Hai aur na hi jyada Mushkil Hai! यह सब आपकी मेहनत पर निर्भर करता है :)

Hum Kya Galti Karte Hain

Ji Ha! Dosto Ham me se bahut se blogger Bahut Si Galtiya karte hain, Yahi Galti Hai jo unke Google AdSense ke rejection ka karan hoti Hai.
Chaliye Dekh Lete Hain Ki Aap Kya Galti Hai Karte Hain.

SEO Friendly Blogger Theme use Na Karna

Kahte hai na 'First Impression Is The Last Impression' Kehne ka matlab yeh hai ki aap ke blog kar look achha hona chahiye jis se ki aap ke visitors Ko apka blog achha Lage aur wo aapke par baar baar baar visit kare Yeh aapke Blog ke Ranking ka bahut important factor Hota Hai
Must Read:
BlogSpot Blog का Sitemap Google Search Console में कैसे Add करें?
Blogger Blog Me Custom Template Kaise Upload Karte Hai Jane Hindi Me
Top 10 SEO Optimized Responsive Mobile Friendly Blogger Theme Free

Aap apne blogger blog ko ek accha look dene ke liye SEO friendly Blogger Theme ka use kar sakte Hai.

Share nahi karna

Dosto Mai post likhkar Aaram karne Lagta, mujhe lagta tha ki log Mere post ko apne aap padne aayenge Jo sirf ek bhram hai

Log kisi bhi blog par sirf aur sirf Search Engine jese  (Google, Yahoo, Bing) ityadi ke dwara aate Hai.
Lekin ek new blog ka Search Engine Mein Aana thoda Mushkil Hota Hai Kyunki iske liye SEO Techniques ki jaroorat hoti Hai, Jo Mujhe nhi aata tha.

Content Copy Karna

Jab Main blogging start ki to mujhe laga ki Yahan Par log sirf bahot se post publish karke bahut paise kha Lete Hain.

To main bhi ek Blog Banaya aur dusro ki blog se content copy Karke Apne blog par publish Kar Diya.

Iska matlab ye nahi hai ki main post nahi likhta tha kuch content copy Karta Tha aur kuch mein Khud Hi likhta tha

Lekin waqt bit ta Gaya aur Se Mujhe koi fayda nahi hua Kyunki ye content copied tha isliye Mere blog par Jyada traffic nahi aaya aur Mujhe se koi fayda nahi hua

SEO friendly post na likhna Likhna

Dosto Jab aapka post SEO friendly nahi hoga toh aapka blog search engine mein Mushkil se aa payega.

Matlab ek post ko likhte samay Keywords, Heading, Meta Tags jese cheezo ka khas khyal rakhna padta hai, iske sath hi post ke Permalink ko bhi SEO Friendly likhna jaruri hai.

Aur aap apne post ko jeetna unique likh sakte hai uthna unique likhe iss se aapke blog ko hi fayda hoga.

Sahi Niche (Topic) Na Chun na

Dost Apne blog ke liye Sahi Neeche a topic choose karna bahut zaroori hota Hai.

Iska matlab ye hota hai ki aap ke blog ka topic kya hai iska Ek example hai www.thetechyguruji.com Dosto Mera blog ka Niche hai 'Technology' aapka blog ka niche Technology, Entertainment, Beauty Jaise topics par ho sakta hai

Important Pages Ko Na Banana

Dosto Ham post likh late Hain Apne post ko share bhi kar dete hain lekin Google AdSense approval ke liye kuch pages Ki Zaroorat Hoti Hai jese ki About Us, Contact Us, Privacy Policy, Disclaimer jesi pages ka
hona Google AdSense ke Approval ko aasan banata Hai.

Ab Kya Karna Hai?

Do Dosto Amit karte ho aap in galtiyo ko Sudhar Lenge aur Google AdSense approval ke liye eligible ho jayenge toh jaldi se sudhar Lijiye in Galtiyo Google AdSense approval aapka Intezaar kar raha hai :)

Dosto agar aap ka koi bhi Google AdSense se sambandhit your blogger se sambandhit Sawal ho toh aap comment kar ke pooch sakte hain me aap ki help zaroor Karenge Google AdSense approval ke liye
Agar Yeh post useful lagi ho toh Apne dosto ko k sath share kare.

Sunday, 29 October 2017

Top 10 SEO Optimized Responsive Mobile Friendly Blogger Theme Free

Manage post mein aapko Top 10 SEO Optimised Responsive Mobile Friendly Blogger Themes ke baare mein bataya hai jo aapke blog ke look ko bahut hi acchaa kar sakti hai aur aapke blog Ko Rank bhi kar sakti hai ye sari free blogger themes hai.
SEO-Optimized-AdSense-Friendly-Responsive-Blogger-Themes
Top 10 SEO Optimized Responsive Mobile Friendly Blogger Theme
To Chaliye dekh lete hain In premium looking blogger themes ko jo aapke blog ko achha bana sakte hai.

Must Read:
BlogSpot Blog का Sitemap Google Search Console में कैसे Add करें?
Blogger Blog Me Custom Template Kaise Upload Karte Hai Jane Hindi Me

Top 10 SEO Optimized Responsive Mobile Friendly Blogger Theme Free

1. Maggner Blogger Template: 

Maggner Blogger Template

Key Features: 
  • Nice and Clean Design
  • Responsive Theme Layout
  • Flat look
  • SEO Optimized
  • Fast loading Theme
  • Opt-in form With Acordion
  • Responsive Navigation Menu
  • Custom About me widget
  • Page navigation
  • Widget Stunning
  • Threaded Comments
  • Section Customized heading tags (h1 to h6)
  • Opt-in subscribe form in Sidebar Custom Forms

2. NEWS PRO THEME

NEWS PRO THEME
Key Features: 
  • Retina Ready template 
  • Responsive Design 
  • SEO optimized and user friendly 
  • Related Posts 
  • AdSense Ready 

3. GEEKS GADGET BLOGGER TEMPLATE

GEEKS GADGET BLOGGER TEMPLATE

Key Features: 
  • Floating Header 
  • Featured Advertisement Spots 
  • SEO friendly theme 
  • Social Sharing buttons 
  • Fixed Wrapper

4. COLORED BLOGGER TEMPLATE

COLORED BLOGGER TEMPLATE
Key Features: 
  • Responsive and Clean Design 
  • Related Posts 
  • Easy to customize blogger template
  • SEO optimized design

5. SPIKE RESPONSIVE BLOGGER THEME

SPIKE RESPONSIVE BLOGGER THEME
Key Features:

  • Clean and Responsive Design 
  • SEO friendly template 
  • Customized Comments Section 
  • Author Box and Related posts 
  • Social Sharing buttons and 4-column footer

6. MAGFOLIO TEMPLATE

MAGFOLIO TEMPLATE
Key Features:
  • Pure Responsive Design 
  • Search Engine Optimized template 
  • Custom Comments Section 
  • Responsive Menu 
  • Ads Widget supported 

7. BTNT Theme – A Responsive Blogger Template


BTNT Theme – A Responsive Blogger Template
Key Features:

  • Nice and Clean Design 
  • Clean 2 column Layout 
  • Responsive Design 
  • SEO Optimized Fast loading Theme 
  • Custom About me widget 
  • Opt-in subscribe forms (In Sidebar, After posts, Above Footer) 
  • Custom Ad Slots (Below Post Title, After Post, On Sidebar) 
  • Custom Popular Post Widget 
  • Stunning Threaded Comments Section Customized heading tags (h1 to h6)
  • Much More 

8. Camly – A Responsive Blogger Template

Camly – A Responsive Blogger Template
Key Features:
  • Nice and Clean Design
  • Responsive Theme Layout
  • Flat look
  • SEO Optimized
  • Fast loading Theme
  • Opt-in form With Acordion
  • Responsive Navigation Menu
  • Custom About me widget
  • Page navigation
  • Widget Stunning
  • Threaded Comments
  • Section Customized heading tags (h1 to h6)
  • Opt-in subscribe form in Sidebar Custom Forms

9. WIZZ BLOGGER TEMPLATE

WIZZ BLOGGER TEMPLATE
Key Features:
  • 3-column responsive layout 
  • Elegant look and SEO friendly 
  • Responsive Navigation menu 
  • Threaded Comments Section 
  • Custom Heading Title tags


10. Minima Colored 3 Mag Blogger Template

Minima Colored 3 Mag Blogger Template
Minima Colored 3 Mag Blogger Template
Key Features:
  • Email Subscription Widget Ready
  • Tabbed Widget Ready
  • 3 Columns Footer
  • Page Navigation Menu
  • 1 Right Sidebar
  • Right Sidebar
  • Ads Ready
  • SEO Ready
  • Magazine 
  • Post Thumbnails
  • Responsive
  • Social Bookmark Ready
  • Drop Down Menu
  • Clean
  • 1 Sidebar
  • 2 Columns


Friday, 27 October 2017

Top Best Android Photo Editor App List in Hindi 2017

Top Best Android Photo Editor Apps In Hindi, Dosto keep article me aapko Top Best Photo Editor Apps in Hindi jiske madat se aap apne photos ko professional tarike se edit kar sako. Photo Editing Karne ka Shauk aajkal har ek android user ko hain, khaskar 'Selfie Lover' Kyuki yeh aapki photo ko ek anokha andaaz deti hai or aapka time b pass ho jata hai, Aise me maine bhi apna kafi time Photo editing me hi Spend kia hai, or me abhi bhi Photo Editing ka Shauk rakhta hun, Is Article me main aapko Top Best Android Photo Editor Apps List Batane ja rha hu jo Photo Editing Karne me Aapki madad karenge.
Download free photo editing app best
top 5 best free photo editor app

To chaliye bina kuch bole jante hai Top Best Android Photo Editor Apps List in Hindi. Yaha is article me apko 5 android app ke bare me bataunga jo Indian Famous photo editing apps hai.

Top Best Android Photo Editor Apps List 

PicsArt Photo Studio -

Pics art photo editor
PicsArt- Photo Studio
Is app ka istemal me kaafi salo se karta aa rha hu Kyuki isme Photo editing karne ke lie aapko har ek Feature mil jaaega or Yeh app kuch hat ke bhi hain, Sabhi apps ki tarah isme bhi Aapko kamaal ke Features milte hai Jaise Effects, Stickers, Overlays, Crops, Add Photo, Smart Text, Red Eyes, Frames, College, Borders etc Kul mila ke mere kehnea matlab Yeh hai ki Yeh Android ka Best Photo Editing app hai.

Download

Prisma -

Prisma photo editor apk
Prisma Photo Editor

Dosto, Prisma ek new photo editor app hai jo kuch din pehle hi launch hua android market place me. or me pehle Prisma App ke bare me ek post likh chuka hu agar aap miss kya hai toh yaha click karke pad sakte hai. Prisma app ko pehle ios me launch gya tha us time se ye dhire dhire bahat upar ja rahe hai uske kuch din bad hi android me launch kar dya. But ye app Top Best Android Photo Editor apps me se no.1 me kyu hai? apke man me ye saba jarur ata hoga to chaliye iska reasom bata ta hu.

Download

Befunky Photo Editors -

Top free photo editor india
Befunky Photo Editors

Is app ko bhi Playstore par Best Ratings Mili hai, Jisse is app ko mene Top 5 me rakha hai, Agar aap bas ek Simple Editing karte hai Jaise Effects, Frames, Stickers etc to yeh app sabse best hai kyuki isme Effects Borders etc Sab best hai Jo Actually sabhi ko pasand aate hai, Aap asaani se apni photo ko ek Greate look me Convert kar paenge or woh bhi is app ki madad se, To Mujhe lagta hai aapko Yeh app try karna chahiye

Download

Photo Editor Pro -

Free Photo editing apps
Photo Editor Pro
Is app ko bhi Playstore par kamaal ki Ratings mili hai Jiski wajah se Yeh Second number par Rank karta hai, Or Kare bhi Kyu na Iske Features bhi kamaal ke hai, Isme aapko Filters, Colors, Effects ka Huge Collection milta hai jiski madad se aap apni Photo ko ek naya Andazz de sakte hai, Iske sath sath isme kai or Amazing Features hai Example : Color temperature, Color Splash, Focus (Tilt Shift) etc Iske sath Sath isse aap apni College ki pics ko bhi Frame me Convert karke Unhe edit kar sakte hai.

Download

Autodesk Pixlr -

Autodesk Pixlr photo editing app download free

Agar aap ek Acche editor hai to main aapko yeh app ki Suggestion dunga, mene jabse Android ka Istemaal karna Start kia hai Tabse main is app ko use karta aa rha hu isme kafi Amazing Features hai jo shayad aapko bahut pasand Aaenge, Jaise Frames, Stickers, Effects, Texts, etc Iske sath sath aapko isme kuch bahut hi amazing feature milte hai Jaise Red Eye Removal, White Theet tool, Aapko zaroor is app ko Try karna chahiye yeh sach me best tool hai

Download

To dosto ye the "Top 5 Free photo editor" photo editor zaroor pasand hai agar pasand hai to please is post ko share Kijiye aur agar koi pareshani hai to comment box Mein comment kar sakte hain :)